Wednesday, November 9, 2016

Husbands Rights according to Quran o Hadith urdu

Husbands Rights according to Quran o Hadith urdu


AL HADEES :
(1)
Ravi : Abu Saeed (r.z)
NABI (s.a.w.w) ne farmaya :
"Bevi par khawand ka inta haq hay k agr khawand k jism par koi zakham
ho our woh usy chaat lay
Ya khawand k nathno se peep ya khon beh raha ho our aurat usy nigal
lay tab b woh khawand ka haq ada nahe kar sakti"
(Saheh al targheb : 1934)

AL HADES :
(2)
Ravi : Hussain bin muhsin(r.z)
NABI (s.a.w.w) ne meri phophi se pocha tu apny khawand k haq me kaisy hay
us ne kaha : main us ka khiyal rakhnay me koi kotahi nahe karti sawaey
aysy muamalay k jis ki taqat nahe rakhti.
AP (s.a.w.w) ne farmaya :
" khiyal rakhna, kiyon k tera khawand hi teri jannat hay
(agr tu us ki khidmat karay)
our jahannam b hay
(agr tu us ki khidmat na kary to)
(saheh al targheb : 1933)

Available link for download